🔥 TRENDING Last Chance for MBBS/BDS: West Bengal... पुलिस थाना मानपुर की कार्रवाई चुनाव क... Madhya Pradesh's Saransh Jain Dominate... Bihar Universities to Remain Closed To... CM Bhagwant Singh Mann declares Punjab... Fire Breaks Out in North Block Chimney...
26 Oct 2026•
ગુજરાતી मराठी ਪੰਜਾਬੀ বাংলা
National

Lalchi Boss

✍️ Reporter: Mukesh Rathaur 🗓 26 Oct 2026, 09:44 AM 👁 22
Share: 💬 WhatsApp 📘 Facebook 𝕏 Post

Aajkal log kam karte hain lekin kam karne ke bad Malik unke paise nahin Dena chahta Hai yahi

Namaskar main aapka bhai Mukesh aap sabhi ko yah batana chahta hun jaise ki log kahin per bhi kam karte hain per unke Malik unko salary nahin dilae jaate aur upar Se bahane banate hain ki maine aapko pahle hi bataya tha agar aap ek mahine se pahle ya aadhe mahine 15 din kam karne ke bad kam chhodate ho to main aapki salary nahi nahin Le sakte hain kya aur Sarkar se mera ek hi baat puchni hai kya Aisa Koi Kanoon hai jismein koi bhi vyakti Apne hak ki kamai nahin Le sakta hai namaskar
📲Get App