🔥 ट्रेंडिंग बेंगलुरु डॉक्टर ने कहा, बिदर की एक दिन... पीएम मोदी ने हरियाणा के मंत्रियों और व... पीएंडएच हाई कोर्ट ने डीए मामले में न्य... छत्तीसगढ़ कोयला लेवी जांच: पूर्व अधिका... चिराग पासवान ने एलजेपी की छत्तीसगढ़ रा... रायपुर के बैंक ने 30 अक्टूबर तक केवाईस...
05 अक्टू. 2026•
ગુજરાતી मराठी ਪੰਜਾਬੀ বাংলা
देश

Road aur pul nahin hone ke Karan Rajkhar gaon ka Janata aakrosh

✍️ रिपोर्टर: Upendra Kumar Ravi 🗓 05 अक्टू. 2026, 12:28 PM 👁 18
यहाँ देखें: ▶️ YouTube
शेयर करें: 💬 WhatsApp 📘 Facebook 𝕏 Post
Vishrampur prakhand Panchayat Ghasidas gram Raj Kheda ki Janata bahut pareshani jal raha hai Nadi mein pul nahin hone ke Karan aur gaon mein ek bhi road nahin Hai aane jaane ka school jaane wale bacche ka bhi bahut pareshani hota hai Nadi paar karte samay agar Kisi Ko tabiyat kharab ho jata hai to ilaaj Kara Lo bahut pareshani hota Hai Rajkhar gaon teen taraf se dhuriya Nadi Se ghira hua Hai ek taraf Se pahad hai yani ki मिला-जुला Kar Charon taraf se Rajkhar ke janta ghira hua hai mukhya road Rajkhar gaon se 3 kilometer dur kajru Kala padta hai Nadi paar karke Jana padta hai
📲Get App