🔥 TRENDING कानपुर में बारिश के बीच यातायात पुलिस... વીરપુર અર્બન સહકારી બેંકની ચૂંટણીમાં B... અમરેલીમાં હસમુખભાઇ સાંગાણીએ ઇદ‑એ‑મિલાદ... ભાવનગરમાં ST બસનો કાળમુખો અકસ્માત: માત... હેડલાઇન: પાટણ જિલ્લાના સાંતલપુર તાલુકા... divyapur Shahar mein jasne Eid miladun...
26 Aug 2026
ગુજરાતી मराठी ਪੰਜਾਬੀ বাংলা

divyapur Shahar mein jasne Eid miladunnabi dhumdham se sampann

✍️ Reporter: Muhammad Tofique 🗓 26 Aug 2026, 11:50 AM 👁 3
Share: 💬 WhatsApp 📘 Facebook 𝕏 Post
Nagpur jile ke bhiwapur tahsil mein jasne Eid miladunnabi dhumdham se manae gai yah Jalsa madina masjid bhivapur se nikalkar gaon ke men road hote hue Hazrat Baba Lal shahbaji ki dargah per sampann hua Jahan phool aur Chadar pesh ki gai aur aise Bharat Desh ke liye Aman chayan aur bhaichari ki duaaen ki gai is jalse ka जगह-जगह per ke sath mithaiyon ke sath swagat Kiya Gaya ise jalse ka Vivah purv police station ke thanedar Ravindra maskar ji ke netrutva mein chauk bandobast Rakha Gaya raili ka aayojan madina masjid ke adhyaksh aur unke tamam Yuva sathiyon ke sath nath padhte hue is raili ka is jalse ka aayojan Kiya ise jalse mein hajaron ki sankhya mein Vivah purv ke Islami bhaiyon ne shirkat ki jalse ka aayojan Puri tarike se Safal Raha
📲Get App