🔥 TRENDING Polish Director Pawel Pawlikowski's 'F... Goa’s Mandrem and Galgibaga Beaches Ea... प्रधानमंत्री नरेंद्र मोदी ने कच्ची दरग... Amazon Prime Video’s Top 37 Movies for... காரைக்குடி அழகப்பா மாதிரி மேல்நிலைப் ப... CM’s ₹4.5 Lakh Salary Revealed as Cabi...
21 Nov 2026•
ગુજરાતી मराठी ਪੰਜਾਬੀ বাংলা
Local

Gaon mein Koi Vikas nahin

✍️ Reporter: आर्यन वर्मा 🗓 02 Oct 2026, 06:25 PM 👁 77
Share: 💬 WhatsApp 📘 Facebook 𝕏 Post
Yah khara gaon ki road hai ismein Vikas ke naam mein kuchh nahin Hai sarpanchi ka dusra chunav bhi a Gaya 2027 ka chunav Aaj Tak khara gaon mein Vikas ke naam per kuchh nahin yah road ki halat Dekhi sakte ho baju mein sarkari anganbadi khuli hai yahan bacche aate hi nahin kyunki road hi nahin naliyon mein kachra jama hua naliyon ki Safai nahin ho rahi khara gaon ka yah Hai Vikas
📲Get App