🔥 TRENDING Police Allegedly Steal Chickens from F... Anurag Agrawal Appointed Interim DGP o... 274 Police Officers Transferred Across... Punjab Land Reform Project Reaches 90%... Ai Former India pacer Paras Mhambrey appo...
22 Nov 2026•
ગુજરાતી मराठी ਪੰਜਾਬੀ বাংলা
National

Dharam Mein Raat 1 Baje Bhayanak Aag Ka Haadsa, Teen Jaanwaron Ki Maut

✍️ Reporter: Shakeel Ahmed 🗓 22 Nov 2026, 03:15 PM 👁 24
Watch on: 📘 Facebook
Share: 💬 WhatsApp 📘 Facebook 𝕏 Post

Dharam gaon mein raat taqreeban 1:00 baje aag lagne se ek gaaye, ek bara bachra aur ek chhota bachra jal kar mar gaye. Is haadse ke baad ilaqe mein gham ka mahaul hai.

Dharam, Ramban, Jammu and Kashmir:
Dharam gaon mein aaj raat taqreeban 1:00 baje aag lagne ka ek dardnaak waqia saamne aaya. Maloomat ke mutabiq, achanak ghaas mein aag lag gayi, jiski zad mein ek gaaye, ek bara bachra aur ek chhota bachra aa gaye.
Is haadse mein teeno jaanwaron ki jal kar maut ho gayi. Is dardnaak waqie ke baad mutasira khandaan aur maqami logon mein gham ka mahaul hai.
Aag lagne ki asal wajah abhi saamne nahi aayi hai.
📲Get App